Mohsin Naqvi Collection

Mohsin’ main us se keh na saka yun bhi haal-e dil,

Dar-pesh aik taaza museebat usay bhi thee..







Kal raat tanhaa chaaNd ko dekha tha maiN ne Khaab meN


‘Mohsin’ mujhe raas aayegii, shaayad sadaa aavaargii





Kuch aaise ghar bhi miley jin meN ghooNgatoN k iwaz

Hui haiN dafn dopattoN meN larrkiyaaN Mohsin







Bujha hai kaun sitaaraa k apni aankh k saath

Huey haiN saare manaazir dhuaaN dhuaaN Mohsin






Cha'haton ki bisaat par Mohsin...
Dil bari mushkilon sey hara hey...!!!






Yeh Loog Kion Mujhe Pehchantay Nahi Mohsin`
Main Souchta Hoon Kahaan Reh Gaya Mera Chehra





Seyaah Raat Main Jalte Hain Jugnuon Ki Tarha,
Dilon Ke Zakham bhi Mohsin Kamaal Hote Hain.





WAJOOD SHESHY KA HO TO PATHROO SE MUHABAT NAI KRTEY "MOHSIN"
EHSASE CHAHAT NA MILY TO WAJOOD BIHKER JAYEA KARTY HAI......





Naram Naram Pholon Ka Rus Nichor Laiti Hain
” MOHSIN ”
Pathar K Dil Hotay Hain Titlion K Seenay Mein..!


Har Dil Main Mohabbat Ho Yeh Mumkin Nahi Mohsin
Har Seep Kay Aagosh Mein Gohar Nahi HOTA….


Usey Ganwaa Kay Mein Zinda Hoon Iss Tarah Mohsin ..!!
Keh Jaisay Taizz Hawa Mein Chiraagh Jalta Hay..!!


Bichar Kay Mujse Kabhi Tu Nay Yea Bhi Socha Hay..!!
Adora Chand Bhi Kitna Udaas Lagtha Hay…!!


“Koi Poochay Humaray Ehtraam-E-Ehd-E-Rafta Ko Mohsin
Wafa Par Ab Bhi Qaaim Hain,Mohabbat Chhor Di Hum Ne………..!¡!¡


Yeh Bewafa Zindagi Bhi Tumhary Naam Karty Hain “MOHSAN”
Suna Hai Khoob Banti Hai Bewafa Ki Bewafa K Saath.



Mil Hi Jayein Gay Hum Ko Bhi Kuch Log MOHSIN,
Shehar Ka Shehar BeWafa To Nahi Hota…



Mere Lehje Ki Mithaas Tujhe Bohat Rulaye Gi Mohsin
Jab Teri Berukhi Par Koi Berukhi Dikhaye Ga…………